Yummy

Easy Way to Make Speedy Fish Gravy

Easy Way to Make Speedy Fish Gravy
Easy Way to Make Speedy Fish Gravy

Hey everyone, welcome to my recipe site. Today I will show you a way to prepare a distinctive dish, Fish Gravy. It is one of my favourite food recipe, this time i will make it a little bit tasty. This is gonna smell and look delicious.

Fish Gravy Recipe.

You can have Fish Gravy using 22 ingredients and 12 steps. Here is how you cook it.

Ingredients of Fish Gravy

  1. It’s 1 kg of fish.
  2. Prepare 4 tbsp of vinegar.
  3. Prepare 2 tbsp of salt.
  4. You need of For Marination:.
  5. You need Half tsp of haldi.
  6. You need 1 tbsp of garlic paste.
  7. Make ready Half tbsp of salt.
  8. You need Half tsp of se thori kum ajwaein.
  9. It’s of For gravy:.
  10. Prepare 2 of medium onion finally chopped.
  11. Take 2 tbsp of Ginger Garlic paste.
  12. Take 3 of medium size tomatoes.
  13. Prepare 3 tbsp of dahi.
  14. Take 1 cup of oil.
  15. Take Half tsp of salt (fish ko b salt lgaya hua hy).
  16. Make ready 1 tbsp of crushed red chili powder.
  17. You need 1 tbsp of crushed coriander.
  18. Take 1/4 tsp of haldi.
  19. Make ready 1/4 tsp of pisa garam masala.
  20. Take 2 tbsp of qasuri methi.
  21. Make ready of Dhaniya for garnishing.
  22. Make ready 4 of green chili.

Fish Gravy step by step

  1. Sab se pehly raw fish ko bowl mein daal ke sirka or salt laga ke 20-25 minute ke liyerakh dein.
  2. Is doran veggies chop kar lein piyaz or sabz mirch ka paste bana lein.
  3. Fish ko achy se dhoen. Churi se uski skin ko khurchen ta ke fins waghera sab nikal aen..
  4. Ab isy haldi namak garlic paste or ajawien laga dein or achy se mix karein.
  5. Karahi mein oil garam kar ke piyaz paste ko light golden karein.
  6. Ginger garlic paste add karein or half cup pani lagadein or 5 minut ke liyepakny dein sath he tomato add kar dein.
  7. Ab dried ingredients add karein siway methi or pisy garam masaly ke. Or 2 minute ke liyebhunen.
  8. Dahi add kar ke bhunen. Jab completely pani dry ho jaye to is mein methi add karein or 1 minute bhunen.
  9. Is gravy mein fish pieces ko jhaar ke add krti jaen ta ke kacha lehsan pieces se utar jaey. One by one dalti jaen or ehtiyaat se 2-3 minute ke liye bhunen lekin boti na tootny paey..
  10. One and half glass gravy lagadein ya jesy ap chahen or normal flame py 7-8 minute ke liyepakny dein.
  11. Flame off karein. Garam masala powder or dhaniya dalen. aur dhak ke 5 minute ka dam dein.
  12. Serving bowl mein nikaal ke rice ya garam naan ke sath serve karein. Jazak-Allah😊.