Steps to Prepare Yummy Chanay ki daal ki Katliyan

Steps to Prepare Yummy Chanay ki daal ki Katliyan
Steps to Prepare Yummy Chanay ki daal ki Katliyan

Chanay ki daal ki Katliyan Recipe. How to set it up? What are the ingredients? Cooking tips and more… It is one of my favourite food recipe, this time i’am gonna make it a little bit tasty.

Try this Dhaba Style bhuni Chanay ki Daal Recipe,hope you will like it. If you really like the recipe then please LIKE & SHARE my Video & don't forget to.

Here is the best “Chanay ki daal ki Katliyan” recipe we have found so far. This will be smell and look delicious.

Ingredients of Chanay ki daal ki Katliyan

  1. Take 1 kg of chanay ki daal.
  2. It’s 1 of pao ghee.
  3. Make ready 3 of pao Sugar.
  4. Make ready 1 cup of khoya.
  5. Make ready 2 tbsp of Elaichi powder.
  6. Make ready 1/2 kg of milk.
  7. It’s 2 tbsp of khaskhaash.
  8. You need 1 cup of crushed dry nuts.
  9. Prepare 2-3 tbsp of kehwrha essence.
  10. Prepare of Silver paper.
  11. You need of food colour (optional).

Easy Halwa Recipe with easy method.This video is about chanay ki daal recipe with boiled rice for more pakistan food recipes in urdu morover you will find there all kind of recipes likes baking Tasty Chanay Ki Daal aur Bhagaray Chawal Recipe.See recipes for Aloo ki katliyan, Chanay ki daal ki Katliyan too.Chanay Ki Daal (Split Gram Lentil) is an everyday used food item in Pakistan.

Chanay ki daal ki Katliyan instructions

  1. Daal saaf kar ke 5 hr ke liye bhigo dein.
  2. 5 hr bhigi daal ka pani phaink kar saf pani dal kar ubalne ke liye charha dein..
  3. Is ke upar ai hoi jhaag alag kar ke phaink dein..
  4. Daal bht zada na galayen na bht zada sakht ho.
  5. Phir isay chopper ya sil me pees lein..
  6. Peesi hoi dal ko ik khushk pateelay me bilkul halki anch per charha ke usay bhunain..
  7. Jab dall ka pani dry ho jaye to usme khashkhaash shamil kar ke bhunain..
  8. Phir usme ghee shamil kar ke bhunain.yad rakhen ik sath sara ghee nahi dalna hai waqfay waqfay se dalti jayen. ik pao se zada ghee ki zaroorat pare to thora barha lein apne hisab se..
  9. Phir is me khoya shamil karden. ye optional hai.aur cheeni b shamil karden..
  10. Badam pistay khopra chop ka ke half isme add kar dein half bacha lein..
  11. Phir isme milk add karden.ap chahen to dry milk powder b add kar sakte hain. yahan mene stove se utar kar milk add kiya hai ta ke ik bar sahi se milk ko mix kar sakon. stove par thori mushkil arahi thi mujhe..
  12. Phir ap again stove par halki anch par rakh ke isme last me elaichi aur kehwrha essence add kar dein..
  13. Food colour chahen to shamil kar dein aur yahan mene half halwa alag kar liya hai jo geela he rakhenge..
  14. Baki half halway me thora aur ghee shamil kar ke usay thora paka ke ik grease hoye thaal me phaila diya aur is per churi ki madad se cut laga ke isko room temp par thanda hone rakh diya..
  15. Mazedar chanay ki daal ki katliyan ready hain..

Serve with hot maiday ke parathay and.How to make Chana Dal Halwa Recipe at Home.A Step by Step Complete Perfect Chanay Ki Daal Ka Halwa by Kitchen With Amna.

Other than making it's curry (salan), it can also be used to make a sweet halwa.Chanay Ki Daal halwa is a very tasteful, delicious and easy to cook halwa at home.Pot mein doodh,aur chanay ki daal (soaked) dal ker ubal anay tak paka lein.Ab is mein chanay ki daal ka paste dal ker bhoon lein yahan tak k ghee alag ho jaye aur musalsal chamcha chalatay rahein.Indeed a wonderful dessert, Chanay Ki Daal Ka Halwa.