Tasty

Recipe of Speedy Karhi pakora

Recipe of Speedy Karhi pakora
Recipe of Speedy Karhi pakora

Hey everyone, welcome to our recipe page. Today I will show you how to make a special dish, Karhi pakora. It is one of my favourite food recipe, this time i’am gonna make it a little bit tasty. This will be really delicious.

Karhi pakora Recipe. Kadhi Pakora Recipe is a Pakistani soupy curry with lots of pakoras in it, and is finished off with a karhi patta Pakoras that are just begging to soak in all that delicious karhi. All in all a perfect cozy recipe.

You can cook Karhi pakora using 18 ingredients and 23 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of Karhi pakora

  1. Make ready 1 kg of Dahi ki lusi.
  2. Take 1 cup of Besan.
  3. Take 2 of Onion medium size.
  4. Make ready 1 tablespoon of Garlic.
  5. Prepare 1/4 of kg (pao) of Tomato.
  6. You need 7-8 of Green chili.
  7. You need of Spices (zeera, darcheeni, khushk dhania,)as much as you like.
  8. Take half cup of Oil.
  9. Make ready half kg of Water.
  10. Make ready 2 tablespoon of Red chilli (or as you like).
  11. You need of Salt (to taste).
  12. It’s 1 tablespoon of Turmeric.
  13. Make ready of Pakory bnany ke liye.
  14. Prepare 4 of Aloo medium size.
  15. Prepare 1 small of Onion chopped.
  16. Take 2 of Green chilli chopped.
  17. You need half cup of Besan.
  18. Prepare half cup of Water.

I remember everybody used to hang around her while she fried pakora asking some for themselves.Kadhi is a very popular dish throughout India.Kadhi is a blend of yogurt and besan (gram flour) with besan pakoras.Kadhi is served with plain white rice.

Karhi pakora step by step

  1. 2 cup lasi ko alag sy ek dish main dal lein ta ke is main achi tarhan besan ghool lein.
  2. Besan ko thora thora kar ke lasi main dalty jayen or ghoolty jayen ta ke ghutlian na bany besan ko achi tarhan ghool lein or fr baqi manda lasi main dal ke axhi tarhan mix kar lein.
  3. Dish main oil dal kar usy garam kar lein or us main piyaz add kar lein.
  4. Jab piyaz thora sa brown ho jaye tu main masala jat dal ke bhoon lein.
  5. Masala dal ke axhi tarhan bhoon lein jab masala jat axhi tarhan bhun jayen tu is main tmator or green chilli dal ke bhoon lein.
  6. Tmator ko thora bhonny ke badh masaly main namak mirch or jaldi dal ke bhoon lein.
  7. Masaly ko achi tarhan bhoon lein jab masala thora bhun jaye tu is main thora sa pani add kar ke masaly ko gla lein.
  8. Pani khushk ho jaye tu thora or bhoon lein or fr Garlic(lehsun) add kar ke bhoon lein.
  9. Jab masala jat axhi tran bhun jayen tu is main lasi or besan ka amaiza dal Dein sath main chamach b chlati jayen ta ke besan beth na jaye.
  10. Lasi add krny ke badh adha kilo pani b Daly or mix kar lein pani ko amaizy ko thin (patla) bnany ke liye add krna hai.
  11. Chmach haley jayen jab tak ke axhi tarhan ubal na aa jaye jab ubal a jaye tu chamach hilana band kr Dein ab q ke besan axhi tarhan puk chuka hai ab ye neechy sy nai jaly ga.
  12. Jab ubal anay shoro ho jayen tu is main sabut green chilli dal Dein or isy 1 sy 1.5 ghnta pakny ke liye chor Dein anch bilkul halki rkhni hai jitni dair karhi gari ho gi utna hi zaiqy main izafa ho ga.
  13. Pakory banany ke liye aloo piyaz green chilli red mirch namak jaldi or besan ko ek dish main dal lein.
  14. Ab is ko half cup pani dal ke axhi tran mix kar lein.
  15. Karahi main oil dal ke usy garam kar lein.
  16. Garam tail main choty choty size ke pakory bana lein.
  17. Jab ek side sy pk jaye tu side change kry.
  18. Jis tarhan ka colour apko pasand ho any Dein or nikal ke dish main rakh lein.
  19. Jab Karhi itni ghari ho jaye jitni ap chahty hai tu us main pakory dal Dein.
  20. Pakory dalny ke badh mazeed 5 minute tak pakyen.
  21. Ek frying pan main thora ta oil dal ke us main zeera or sukhi hoi sabut red mirch dal ke thori dair tak bhoony.
  22. Jab zeery ka colour change hona shoro ho jaye tu usy pki hoi karhi main dal lein mtlb badh main zeery la tarka lgana hai.
  23. Tarka lgany ke badh karhi ko dish main nikal ke serve kry mzy dar karhi tiyar hai 🙂🙂.

It consists of a thick gravy based on chickpea or gram flour to which yogurt is added to give.Aslam o alaikum dosto kaisy hai ap sab dost aaj me ap se share krne ja raha hu kari pakora ki recipe.This is my mother's most favorite recipe.

Tangy and flavorful Punjabi Kadhi Pakora has deep fried pakoras (fritters) dunked in a tangy yogurt based curry!Kari Pakora Curry with Rice - Kari Pakora Curry with Rice … I mean seriously who has not eaten this combination.A must have meal in spring or summer.Pakora Kari پکوڑا کڑی Recipe in urdu at KFoods, find more Pakistani and indian Cooking recipes for Pakora Kari.Huge and unique collection of pakistani easy cooking recipes.